Kuch Bay Jaan Umeedain Hain Zinda!
Kuch Hasratain Hain Baqi!
Toota Tu Buhat Kuch Hai Mujh Main!
Haan Per Kuch Sambhalna Hai Baqi!
mugh per kion istrah se hhansta hai
dil bari mushkalon se basta hai
mery gaon ky sab ghar kachy hain
arey badal kahan barasta hai
jo kabhi laut ker nhn aye
un se milny ko dil trasta hai
ashqi ka maqam kia ho ga
jahan ulfat ka bhao sasta hai
meri manjzil jisy smgh bethy
meri khwahison ka rasta hai
dost kehti ho kion us ko mahrukh
jo tughy her qadam per dasta hai
Jissay Tum Zindagii Jano
Tumhain WO Rog Kahta Ho
Kay Jis Nay Khud Hi Chahat Say Tumhara Haath Thama Ho
Wo Apnay Dil Kay Darwaze
Tum Hi Per Band Kar Day To Mohabbat Mar Bhi Sakti Hai
Tumhain Sangsar Kar Nay KO Jo Sang Bantay Loogon Mein
Saba KO Roknay KO Qafal Dalay Dareechon Mein
Kar Kay Band Ghar Kay
Saans Per Pehray Lagay To…
Mohabbat Mar Bhi Sakti Hai
Ye Kis Nay Kah Diya Tum Say
Mohabbat Mar Nahi Sakti
Kay Jab Koi Tumhain Jaan Say
na thi hum itni kashish keh tum ko yad reh jatay nahin shikwa kisi se hamaray bool janay ka.
hum to aghaze muhabat me hi lut gayay aur log kehtay hain keh anjam bura hota hai.
Apni KHAMOSH zindagi me bolana mujh ko,
apny HASEEN khuwab ki TASVEER banana mujh ko,
main jo POCHO tumhara HAAL-e-DIL,
to apni har DHARKAN ki AWAZ sunana mjh ko.
Main jo kabi ROOTH jao tm sy agar!
To bhot PYAR se manana mjh ko.
Jo kabi ho DIL me HASRAT tmhari koi.
Bila-jhijhak apni her HASRAT batana mjh ko,
jo ho jao ZINDAGI me TANHA kisi PAL!
Apni PYAR bhari AWAZ se bolana mujh ko!
kuch tu hi meray darad ka mfhoom smajh lay faraz ,
ye hansta hoa chera tu zamany k lye hy.